23 Nov 2006

DuNiYaa

MaTLaB Ki DuNiYaa
MaJHaB Ki DuNiYaa,..

BhooKhaa KhiLaaDii,
KaRTaB Ki DuNiYaa,...

ShaiTaaN Ka GhaR,
YeH RaB Ki DuNiYaa,...

AnJaaN KiSMaT,
AB-TaB Ki DuNiYaa,

KiSii Ki HuI Na,
HaM-SaB Ki DuNiYaa,....


No comments: